Advertisement
Husband apni wife ka janaza Le jaa raha tha.
Janaze ke age ek kutta aur peche admiyon ki lambi line thi,
Ek aadmi aakar pochta hai : bhai sahab ye sab kaise hua?
Husband : isy kutte ny kaat liya tha.
Aadmi : ye kutta ek din k liye udhar main dy do.
Husband : peechy line main lago.