Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath

Advertisement

Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath…
ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath…

mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana…
rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath…

ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein “FRAAZ”
yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.


| More

Related SMS - Text Messages: