Unki chahat ko apni muhabat bana ke dekh

Advertisement

Unki chahat ko apni muhabat bana ke dekh,

Unki hasi ko apny hoton sy muskura kar dekh,

Unky ashkon ko apni ankhon se gira kar dekh,

Unki bechainiyon ko apny dil main basa kar dekh,

Ye muhabat ek hasin tohfa hai ae dost,

Kabhi muhabat ko is tarah bhi nibha kar dekh..


| More

Related SMS - Text Messages: