Ye mera hosla hai k tota nhi hun main

Advertisement

Barson sy tere shahar sy guzra nhi hun main,

Lekin tere khiyal sy bichra nhi hun main,

mujh ko qadam qadam py mili har ki soghat

ye mera hosla hai k tota nhi hun main,

Shabnam ko dekhna hai to dil ki nazar sy dekh

Main aik talkh sach hun dhoka nhi hun main…


| More

Related SMS - Text Messages: