Advertisement
Ajab sham khari hai kahin say a jao…
Bari udas ghari hai kahin say a jao…
Kisi say milna aur mil k bichar jana…
Saza yeh itni bari hai kahin say a jao…
Bara kathin hai yeh barish ka maosam…
Judai bol pari hai kahin say a jao…
Zamana jisay smjhta hai motiyon ke chamak…
Wo ansuon ke larri hai kahin say a jao…