1 punjabi apnay dost ke shadi pay giya

Advertisement

Punjab k aik village main, 1 punjabi apnay dost ke shadi pay giya…

Magar zakhmi aur rota howa ghar aya…

Abbay nay waja pochi to bola…

Dulhay k walid nay awaz lgai: ”Ma munday da abba, kithay kuri da abba?”

Larki ka abba utha aur dono nay pagrian change kar len…

Phir 1 admi utha aur bola: “Mai kuri da chacha, kithay kuri da chacha?”

1 admi khara howa aur dono nay apnay jutay change kar liye.

Phir 1 larka utha or bola: “Mai munday da pra kithay kuri da pra?”

1 larka utha aur dono nay apni shirts change kar len.

Phir abba mujh say raha na giya aur kharay ho kar mai nay oonchi awaz may keh diya: “Mai munday da yar kithay kuri da yar?”

Bas fer abba… :-(


| More

Related SMS - Text Messages: