Logo apnay gharon may b namaz parho

Advertisement

Hazrat Zaid Bin Sabit (R.A) say riwayat hai k Rasool Allah (S.A.W.) nay farmaya:

Logo apnay gharon may b namaz parho kio k admi ki afzal namaz wo hai jo gar may parhi jaye, Magar wo farz namaz na ho. (Q k farz namaz bghair kisi uzar k gar may parhna jaiz nahi.

(Nisai, Ibn-e-Khazeema, Be sanad e Sahee)


| More

Related SMS - Text Messages: