Poetry SMS Text Messages

Advertisement

Us nay meri zindagi kaanto say bhar de “Faraz”

Us nay meri zindagi kaanto say bhar de "Faraz"... Wo jo kehti thi "Mahi aavay ga mai phullan nal dharti sajawan gi"...

Mai apnay ghar ki eik eik cheez ginta hon “Faraz”

Mai apnay ghar ki eik eik cheez ginta hon "Faraz"... Aik teray aanay say pehly, aik teray janay k bad......

Kisi ka jotha peenay say shif milti hai “Faraz”

Kisi ka jotha peenay say shif milti hai "Faraz"... Mameena yeh boltay boltay meri sari PEPSI pee giya......

Lafzon par baat aye to kya karon

Lafzon par baat aye to kya karon... Koi itna yaad aye to kya karon... Dil karta hai k us ko eik lamhay k liay dekh lon... Par wo lamha na aye to kya...

La teray pairon main marham lga don “Faraz”

La teray pairon main marham lga don "Faraz"... Meray dil ko thokar marnay say choat to ai ho...

Eik sard mausam main

Eik sard mausam main... Wakt k andheron main... Mai nay us say pucha tha... Chor to na jao ge? Hath tham kar us nay... Kaan main yeh bola tha... Kaisay chor sakta hon? Tum to jaan ho meri! Aur aaj aisa hai... Wakt ke tamazat main... Wehshaton k mausam main... Main nay us say pucha hai... Chor kar he jana tha... Muskrati galiyon main... Aas kyun dilai thi? Pyas kyun jagai thi? Meray in sawalon par... Chalte chalte wo bola... Mausmon ki aadat hai... Waqt par badal...

Tera hansta chehra udas kio hai?

Aaj phir kisi nay pucha tera hansta chehra udas kio hai? Teri aankho main yeh piyas kio hai? Jis k liye tu kuch bhai nahi, wo teray liye itna khaas kio...

Dil-e-Nadan ko samjha na sako gay

Dil-e-Nadan ko samjha na sako gay... Tanhaiyon may aanso chupa na sako gay... Hum dil mein ap k piyar itna bhar dain gay... K ap chah kar b hum ko bhula na sako...

Aaj phir moasam num huwa

Aaj phir moasam num huwa meri aankhon ke tarah faraz Shayed kahen badlon ka bhi kisi nay dil tora ho...

Bohat din ho gaye shaid

Bohat din ho gaye shaid... Tera chehra nahi dekha... Tumharay bin sabhi manzar... Adhoray hain meray dil k... Meri ankhon nay muddat say... Koi sapna nahi dekha... To aisay main meray mohsin... Faqat itni guzarish hai... Agar kuch waqt mil jaye... Humhain bhi yaad kar lena... Bohat din ho haye...

Cool Links