Sad SMS Text Messages
Sponsors
zingage ka safar
Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla
Sarey jahan ka dard apna muqadar nikla
Jiss k naam apni zindagi ka har lamha kar diya
AFSOOS WOHI HAMARI CHAHAT SE BE-KHABAR...
Dil Tor Diya
Dharkano ko sunkar bhi tumhe pyaar ki khabar nahi hoti...
Kya mahsoos karoge tum dil ka dard...
Dil tutne ki to awaz bhi nahi...
Sirf chahny sy mulakaat nahi hoti
Sirf chahny sy mulakaat nahi hoti,
suraj ke saath kabhi raat nahi hoti,
hum jinhy chahty hain jaan se ziyada,
samny hoty hain par baat nahi...
Itni jaldi daman chor diya
Itni jaldi daman chor diya,
Itni jaldi wadha tor diya,
Abhi to zindgi ki sansyn hain baki,
Aur aap ny abhi se YAAD karna chor...
Ye wafa ka sila hai to koi baat nahi
Ye wafa ka sila hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diea hai to koi baat nahi,
Yehi buhat hai ke wo dekh rahy hain kinary sy,
Hum dub rahy hain to koi baat...
Is pyar ne aysi halat kar di hamari
Najany tumsy pyar itna kiun karty hain,
Tumhari ek muskan py hum aaj bhi marty hain,
Is pyar ne aysi halat kar di hamari,
K ab to hum hansny se bhi drty...
Ajnabi ban ke koi aaya tha
Ajnabi ban ke koi aya tha,
Aisa laga wo mera saya tha,
Log karty hain roshni ghar main ,
Usny to dil me diya jalaya...
Ishq waly ankhon se har bat kehty hain
Ishq waly ankhon se har baat kehty hain,
sapno main mily to usko mulaqt kehty hain,
asman rota hai jab apni zamen k liye,
to ye duniyawale usko barsat kehte...
Yaad na karo to koi gam nahi
Hum to pehly se hi apke hain sanam,
kiya zarurat hai humy azmany ki,
yaad na karo to koi gam nahi,
par khawahish na karna kabhi bhool jany...
Bus tum rehna saath hamary
Rooth jo zindgi to mana lengy hum,
Mile jo gum to nibha lengy hum,
Bus tum rehna saath hamary,
Pighalty ansuon mien bhi muskura lengy...