Sad SMS Text Messages
Advertisement
Humein kabhi koi yaad hi nahi karta
Tarif to sabhi karty hain mere sms ki,
Magar sms ka jawab koi nahi dyta,
Hum to sabhi ko roz yaad karty hain,
Par humein kabhi koi yaad hi nahi...
Aaj toot kar us ki yaad ai to ehsas howa
Aaj toot kar us ki yaad ai to ehsas howa "Sagar"...
Utar jayain jo dil main, bhulaey nahi...
Tha koi jo meray dil ko zakham day giya
Tha koi jo meray dil ko zakham day giya...
Zindagi bhar janay ki qasam day giya...
Lakhon phoolon may say eik phool chuna tha mai nay...
Jo kanton say bhi gehri chuban day...
La teray pairon main marham lga don “Faraz”
La teray pairon main marham lga don "Faraz"...
Meray dil ko thokar marnay say choat to ai ho...
Gham nay hansany na dia
Gham nay hansany na dia...
Chahat nay ronay na dia...
Isi uljhan nay failsa honay na dia...
Raat ai to sitaron nay tasalli di...
Neend ai to teri yaad nay sonay na...
Meri jaan paidal ho ge
Na ana usay lay kar meray janazay main FARAZ...
Meri mohabbat ki toheen ho gi...
Main 4 logon k kandhay par hon ga...
Aur meri jaan paidal ho...
Kal ko milnay ki aas rehnay do
Kal ko milnay ki aas rehnay do,
Zindagi ki baqi pyas rhne do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko youn he udas rhne...
In Phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota Faraz
In Phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota FARAZ...
Kabhi sehray ke sjawat bantay hain to kabhi qabron ke...
Mat door jana hum say kabhi itna
Mat "DOOR" jana hum say kabhi itna...
K "WAQAT" k "FAISLAY" pay "AFSOOS" ho jaiy...
Kia pata kabhi tum laot k ao
aur
Yeh "DIL" hamesha k liay "KHAMOSH" ho...
Pal pal uska saath nibhate hum
Pal pal uska saath nibhate hum...
Eik isharay pay dunya chor jate hum...
Samandar k beech pohanch kar fareb diya us nay...
Wo kehtay to kinaray pay he doob jatay...