Urdu SMS Text Messages
Advertisement
Ye mera hosla hai k tota nhi hun main
Barson sy tere shahar sy guzra nhi hun main,
Lekin tere khiyal sy bichra nhi hun main,
mujh ko qadam qadam py mili har ki soghat
ye mera hosla hai k tota nhi hun main,
Shabnam ko dekhna hai to dil ki nazar sy dekh
Main aik talkh sach hun dhoka nhi hun...
Tujhsa koi khas nahi
Udas hun par naraz nahi,
Tere dimag me hun par tere paas nahi,
Vaisy to sab mere paas hain,
Par tujhsa koi khas nahi....
...
Unki chahat ko apni muhabat bana ke dekh
Unki chahat ko apni muhabat bana ke dekh,
Unki hasi ko apny hoton sy muskura kar dekh,
Unky ashkon ko apni ankhon se gira kar dekh,
Unki bechainiyon ko apny dil main basa kar dekh,
Ye muhabat ek hasin tohfa hai ae dost,
Kabhi muhabat ko is tarah bhi nibha kar...
Tere is sitam ky bhi hum diwany ho gaye
Ek hi din me bigany ho gaye.
Kal tak haqikat thy, ab afsany ho gaye.
Shayad tujhpe mar mittny ka hi junoon hai,
ke tere is sitam ky bhi hum diwany ho gaye"
...
Kuch kareeb kuch azeez hote hain
Rishtey bohat ajeeb hote hai,
kuch kareeb kuch azeez hoty hai,
Kuch banaty hain hum apni marzi sy,
Kuch humien zindagi sy naseeb hoty hain....
Tumhara Mobile jaeb sy gir jayega
Ek din yeh mausam badal jayega,
Tumhara Mobile jaeb sy gir jayega,
Phir bachana tum sms ke paise,
Tumhari karni ka phal tumko mil...
Ye CHAND bhi ajib sitam dhata hai
Ye CHAND bhi ajib sitam dhata hai
Gaur farmaiyega Ye CHAND bhi ajib sitam dhata hai
Bachpan me ye MAMA aur
Jawani me SANAM nazar aata...
Kab milngy apsy yeh khiyal ab karty hain
Kab milngy apsy yeh khiyal ab karty hain,
aap jaisy dost py hum marty hain,
ho na jaye pagal hum darty hain,
kiya kary aap itny piyary sms jo karty...
Ansoo ky badly khushi kiya dogy
kaanto ky badly phool kiya dogy.
ansoo ky badly khushi kiya dogy.
hum chaahty hai apsy umar bhar dosti.
humary is sawal ka jawab kiya...
Teri wafa hi kafi hai
Teri dosti,teri wafa hi kafi hai,
Tamam umar ye aasra hi kafi hai.
Jahan kahin bhi milo, milke muskura dena,
Khushiyon ke vaaste ye silsila hi kafi...