ankhon SMS Text Messages

Advertisement

Wo to har roz rulatey the humny

Pyar ankhon sy  jataya to bura man gay... Hale dil humny sunaya to bura man gay... Wo to har roz rulatey the humny... Hum ny ek roz rulay to bura man...

Ishq waly ankhon se har bat kehty hain

Ishq waly ankhon se har baat kehty hain, sapno main mily to usko mulaqt kehty hain, asman rota hai jab apni zamen k liye, to ye duniyawale usko barsat kehte...

Ye zindgi bhi ek saza hai

Ankhon ki saza tab tak hai jab tak deedar na ho, dil ki saza tab tak hai jab tak yaar na ho, ye zindgi bhi ek saza hai jab tak apse mulakat na...

Ankhon me ansu hai yan udas hai man

Milne ki khushi hai ya bicharne ka gam, Ankhon me ansu hai yan udas hai man, kaisy kahy, kaisy hain hum, bas itna samj lo ky tum bin akely hain hum...

Aankhon Ki masti ny faraz

Sapurd-e-Khaak kar dala teri ankho'n ki masti ny FARAZ ... 'Hazaron saal jee letey agar tera deedar na hota...

Ankhon may kuch nami thi

Ankhon may kuch nami thi... Mujh may shaid vitamin ki kami thi... Jis say sari raat phone pay baat ki Faraz... Wo kambakhat meri girlfriend ki Ammi...

Zuban khamosh ankhon me nami hogi

Zuban khamosh, ankhon me nami hogi, Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi, Bharne ko to har zakham bhar jayega, kaise bhare gi wo jagah jaha Teri kami...

Dil k mehmaan ban jao

Dil k mehmaan ban jao... Ankhon k arman ban jao.. Honton ke muskan ban jao... Chahay sab ke jaan ban jao... Lakin... Sab say pehlay... . . . INSAAN to ban jao....

Aik raat wo milay khawab mein

Aik raat wo milay khawab mein... Hum nay pucha kion thukraya ap nay... Jab dekha to unki ankhon may b aansu thay... Phir kaisay pochtay kion rulaya aap...

Cool Links