dil SMS Text Messages
Advertisement
Khushi say dil ko aabad karna
Khushi say dil ko aabad karna...
Aur gham ko dil se azad karna,
Hamari bus itni gujarish hai ke hame bhi
Din me eik baar YAAD...
Dil chahta hai k khara kar k ap k hath main pakra doon
Dil chahta hai k khara kar k ap k hath main pakra doon, Aur ap usay hila hila k bolo
...
...
...
Is parcham k saye talay hum 1 hain, hum 1 hain......
Lafzon par baat aye to kya karon
Lafzon par baat aye to kya karon...
Koi itna yaad aye to kya karon...
Dil karta hai k us ko eik lamhay k liay dekh lon...
Par wo lamha na aye to kya...
Aaj toot kar us ki yaad ai to ehsas howa
Aaj toot kar us ki yaad ai to ehsas howa "Sagar"...
Utar jayain jo dil main, bhulaey nahi...
Ab main bilkul sharif ho giya hon
Ab main bilkul sharif ho giya hon...
Eik larki k bohat kareeb ho giya hon...
Ab sirf us k pass hi meray dil ki chabi hai...
Wo meri akhri dil ruba
AUR
Ap ki 25vi bhabi hai......
Dil-e-Nadan ko samjha na sako gay
Dil-e-Nadan ko samjha na sako gay...
Tanhaiyon may aanso chupa na sako gay...
Hum dil mein ap k piyar itna bhar dain gay...
K ap chah kar b hum ko bhula na sako...
Aaj phir moasam num huwa
Aaj phir moasam num huwa meri aankhon ke tarah faraz
Shayed kahen badlon ka bhi kisi nay dil tora ho...
Dil ki baten batana acha lagta hai
Dil ki baten batana acha lagta hai...
Larki ko lay kar ghomna acha lagta hai...
Shadi say pehlay dil may bajtay hain mp3 songs...
Baad may sirf qaumi tarana acha lagta hai......
Hum nay tumhain dil may basaya
Hum nay tumhain dil may basaya GEO samajh kar...
Ankhon may sajaya TEN-SPORTS samajh kar...
Yadon may yad kia ZEE TV samajh kar...
Aur...
...
...
...
Tum nay bhula dia PTV samajh kar!!!...
Dil k mehmaan ban jao
Dil k mehmaan ban jao...
Ankhon k arman ban jao..
Honton ke muskan ban jao...
Chahay sab ke jaan ban jao...
Lakin...
Sab say pehlay...
.
.
.
INSAAN to ban jao....