Hum SMS Text Messages

Advertisement

Tere is sitam ky bhi hum diwany ho gaye

Ek hi din me bigany ho gaye. Kal tak haqikat thy, ab afsany ho gaye. Shayad tujhpe mar mittny ka hi junoon hai, ke tere is sitam ky bhi hum diwany ho gaye" ...

Apka ghar itni door na hota

Deepak me agar noor na hota, tanha dil majboor na hota, hum apsy good morning kehny zaroor aty agar apka ghar itni dur na...

Muskurate hai hum

Tujhy apna muqadar bataty Hai hum, Khuda k baad tery agy sar jhukaty hai hum. dosti ka rishta tor mat dena, is rishty k dam par muskurate hai...

Baqi rahy aap aur hum

5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi 2.Wasim Akram, woh kisi kaam ka nahi, 3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir. Baqi rahy aap aur hum So keep in...

Wo khawab bhi to nahi tha

Hamary aks mein hoti jo zakhm-e-dil ki jhalak, Hum ainy ko bhi apni tarah rula detay, Ab uski yaad sy uska wajöod trashty hain Wo khawab bhi to nahi tha k hum bhula...

Zindagi sy hum dartey hain

Dil hi dil mein hum tumhain pyar bahot krtey hain Lekin sach hai ky bataney sy bahot dartey hain Khud py to hai yaqin sanson py magar nahi. Moat sy nahi aey "Khushi" zindagi sy hum dartey...

Dali ny dali par nazar dali

Dali ny dali par nazar dali, kisi ny is par dali, kisi ny uspar dali, hum ny jis par nazar dali, uske baap ny uski shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali wish you HAPPY...

Door sahi par yaad rakhna

Yaado me hum rahen ye ehsaas rakhna, Nazaron sy door sahi dil ky paas rakhna... Ye nahi kehty k saath raho, Door sahi par yaad rakhna... Good...

Is pyar ne aysi halat kar di hamari

Najany tumsy pyar itna kiun karty hain, Tumhari ek muskan py hum aaj bhi marty hain, Is pyar ne aysi halat kar di hamari, K ab to hum hansny se bhi drty...

Aap kahe to mar jayen hum

Ashq mily to pi lety hain, Aap kahe to mar jayen hum,  Aap kahe to jee lety hain,  Hum to hain un phulon jaisy, Jo kanton main bhi jee lety...

Cool Links