larka SMS Text Messages
Advertisement
Larka aunti k ghar
Eik larka apni door ke aunti k ghar gia...
Jab raat ho gai to aunti nay kaha tum aaj "Guddu" k pas so jao...
Larka: Nahin main bahir sofay par so jaon ga.
Next morning eik khubsoorat larki us k liay nashta lay kar ai.
Larka: Tum kon ho?
Larki: Main "Guddu" hon, aur ap kon ho?
Larka: main
....
...
...
...
PHUDHOO.........
Eik larka tha aur eik larki
Eik larka tha aur eik larki...
Dono eik dosray say bohat piyar kartay thay...
Larki k baap ko pata chal gia, wo gusay pay kabu na rakh saka aur larkay ko kuch gundon ke madad say utha kar apnay ghar lay aya aur larkay say kaha "tujay ma aj wo saza dun ga k ishq karnay walon k liay nashan-e-ibbrat ho ga."
Us nay larkay ko zameen par lata k bijli say chalnay wali aari uski gardan k pas kar k abi chlai he thi k...
ACHANAK....!!!
...
...
Light chali gai...
Aur...
Larkay nay naara lagaya...
GEO WAPDA...
GEO LOADSHEDDING......