wapda SMS Text Messages
Advertisement
Qaum ko jagaya
Allama Iqbal aur...
Wapda main kia...
Cheez common...
Ha? ? ? ? ?
Dono nay soi hui...
Qaum ko...
Eik larka tha aur eik larki
Eik larka tha aur eik larki...
Dono eik dosray say bohat piyar kartay thay...
Larki k baap ko pata chal gia, wo gusay pay kabu na rakh saka aur larkay ko kuch gundon ke madad say utha kar apnay ghar lay aya aur larkay say kaha "tujay ma aj wo saza dun ga k ishq karnay walon k liay nashan-e-ibbrat ho ga."
Us nay larkay ko zameen par lata k bijli say chalnay wali aari uski gardan k pas kar k abi chlai he thi k...
ACHANAK....!!!
...
...
Light chali gai...
Aur...
Larkay nay naara lagaya...
GEO WAPDA...
GEO LOADSHEDDING......
Wapda walon nay puray shehar ke batti bujha de
Hum nay to aisay he kaha tha k humain andhera pasand hai FARAZ...
Manhoos wapda walon nay puray shehar ke batti bujha de......